Thursday, December 27, 2007

Sitaron se aage jahan aur bhi hain -- Allama Iqbal

"Sitaron se aage jahan aur bhi hain
Abhi Ishq ke imtehan aur bhi hain
Tahi zindagi se nahin yeh fazayen
Yahan sankaron karwaan aur bhi hain
Qana'at na kar aalim e rang o boo par
Chaman aur bhi, aashian aur bhi hain
Agar kho gaya ek nasheman tau kya gham
Mukamat e aah o faghan aur bhi hain
Tu shaheen hai, parwaz hai kaam tera
Tere saamne aasman aur bhi hain
Isi roz o shab mein ulajh kar na reh jaa
Ke tere zaman o makan aur bhi hain
Gaye din ke tanha tha main anjuman mein
Yahan ab mere raazdan aaur bhi hain"

------------------------
Literal Translation
-------
There is world beyond the stars
Now there are more exams of love
This world is not without bereft of life
There are hundreds of caravans here
Don't be satisfied by knowledge of colour and smell
there are more flower gardens and more homes
If you have lost one nest than whats problem
There are more places for lamenting
You are a falcon, flying is your job
There are more skies ahead for you
Don't get lots in this days and nights
That you have more land and house.
Gone are those days when I was lonely in gatherings,
Now here I have more other friends.
---------------------------
Meaning
--------
There is more to life.
Do not get budged by failures,
Look ahead for more opportunities.

1 comment:

Mahesh Parrikar (Goan in Pune) said...

Great poem and perfect translation.